Sahih Bukhari Hadees 17, 18, 19 | Jild 1 | Ansar Se Mohabbat, Baiat Ke 6 Usool Aur Fitnon Ka Daur |
Sahih Bukhari AK
0:00 / 0:00
Sahih Bukhari Hadees 17, 18, 19 | Jild 1 | Ansar Se Mohabbat, Baiat Ke 6 Usool Aur Fitnon Ka Daur |
55 просмотров · 1 месяц назад
Sahih Bukhari AK
1,43 тыс. подписчиков
55 просмотров · 1 месяц назад
Sahih Bukhari Jild 1 - Hadees No 17, 18, 19 ki mukammal tashreeh.
📖 Hadees 17: Ansar se mohabbat imaan hai
Ayatul iman hubbul Ansar wa ayatul nifaq bughzul Ansar
Is hadees me Sahaba e Kiram aur Ansar ki fazeelat bayan hui hai.
📖 Hadees 18: Baiat e Aqaba ke 6 Usool
Hazrat Ubada bin Samit r.a se riwayat - Shirk na karna, Chori na karna, Zina na karna, Aulad ko qatal na karna, Bohtan na lagana, Naiki me nafarmani na karna.
📖 Hadees 19: Fitnon ke daur me sab se behtareen maal bakriyan
Hazrat Abu Saeed Khudri r.a se riwayat - Jab fitne aam ho jayen to apne deen ko bachane ke liye pahadon ki taraf chala jaye.
---
🎙️ Rawi: Bint e Gabar Malo Shajal
📚 Kitab: Sahih Bukhari - Kitab ul Imaan
🌍 Zuban: Urdu / Hindi
#SahihBukhari #Hadees17 #Hadees18 #Hadees19 #IslamicVideo #BukhariShareef #AK
Is video ko sadqa e jariya samajh kar share zarur karen.