Перейти к содержимому

ऐसा अनोखा मछली फार्म देखा नहीं होगा | 300 बीघा में हो रही है Fish Farming | IMC Fish Farming in Pond

SANDHU AGROFARM

0:00 / 0:00

ऐसा अनोखा मछली फार्म देखा नहीं होगा | 300 बीघा में हो रही है Fish Farming | IMC Fish Farming in Pond

27 787 просмотров · 3 дн. назад
SANDHU AGROFARM
1,16 млн подписчиков
27 787 просмотров · 3 дн. назад
ऐसा अनोखा मछली फार्म देखा नहीं होगा | 300 बीघा में हो रही है Fish Farming | IMC Fish Farming in Pond Aaj ke is video mein hum explore kar rahe hain Harinder Singh ji ka 300 bigha ka large-scale fish farm, jahan Indian Major Carp (IMC) fish farming ki ja rahi hai. Is total area mein lagbhag 200 bigha UP Government lease land hai, jo kareeb 10 saal ke lease par li gayi hai. Video mein Harinder Singh ji apna practical experience share karte hain ki itne bade area mein open pond fish farming ko manage karna kitna challenging hota hai, fish feed management kaise kiya jata hai, ponds aur fish ki daily management mein kin baaton ka dhyan rakhna padta hai aur large-scale commercial fish farming mein kya practical challenges aate hain. Agar aap fish farming, IMC fish farming, Indian Major Carp, commercial fish farming, pond fish farming, fish feed management, fisheries business ya large-scale farming mein interested hain, to is video mein aapko ground-level experience aur useful information dekhne ko milegi. Video ko poora dekhiye aur jaaniye 300 bigha ke is unique fish farm ki working aur Harinder Singh ji ka fish farming experience. Sandhu Agrofarm ko Subscribe karein farming, agriculture aur modern farming se judi informative videos ke liye. #fishfarming #machlipalan #sandhuagrofarm