Varish me gas khatam 😮😡
Nitish yaduvanshi vlogs
0:00 / 0:00
Varish me gas khatam 😮😡
7 просмотров · 7 дн. назад
Nitish yaduvanshi vlogs
7 просмотров · 7 дн. назад
Aaj ka din mere liye bahut hi mushkil bhara raha 😥 | Aaj Ka Real Vlog
Dosto aaj subah se hi Darbhanga me tez barish ho rahi thi. Main school / kaam ke liye nikla hi tha ki raste me hi meri Gas khatam ho gaya.
Uske baad socha ab sab theek hai, lekin aage jaate hi 2 baar Railway Gate band mil gaya. Pehla gate 20 minute band raha, dusra gate to 40 minute tak band raha. Poora time barish me hi khada raha.
Aaj ka din sach me bahut kharab tha, lekin yehi hai meri real life. Har din aasan nahi hota.
Aapke saath kabhi aisa hua hai? Gas khatam ya railway gate pe fase ho? Comment me batao.
Aaj ke vlog me dekhenge:
✓ Darbhanga me aaj ki barish
✓ Raste me gas khatam hone ka scene
✓ Railway gate pe wait karna
✓ Meri daily struggle
Video achha lage toh LIKE kar dena, mere liye ek LIKE bahut bada motivation hai.
📍 Location: Darbhanga, Bihar
🗓️ Date: Aaj
Milte hai kal ke naye vlog me.
#realvlog #vlog #dailyvlog #hindivlogs