Перейти к содержимому

Pashupatinath Temple Darshan, Kathmandu 🇳🇵 | शाम की अलौकिक आरती का दिव्य अनुभव 🕉️| Nepal Vlogs Ep-6

Sameer Yatraa Vibess

0:00 / 0:00

Pashupatinath Temple Darshan, Kathmandu 🇳🇵 | शाम की अलौकिक आरती का दिव्य अनुभव 🕉️| Nepal Vlogs Ep-6

40 просмотров · 15 часов назад
Sameer Yatraa Vibess
248 подписчиков
40 просмотров · 15 часов назад
Radhe Radhe doston ! 🇮🇳🇳🇵 Aap sabhi ka ek aur naye, divya aur bahut hi bhaktimayi vlog mein swagat hai! Pichle vlog mein humne aapko Bhagwan Vishnu ji ke pavitra tirth sthan — Shri Muktinath Dham ke aloukik darshan karwaye the aur 108 Gomukh snan ka adbhut anubhav aapke sath share kiya tha. Aaj ke is naye video mein hum aapko lekar chal rahe hain Nepal ki rajdhani Kathmandu, jahan humare Hinduon ke sabse bade aur pavitra mandiro mein se ek — Baba Pashupatinath Mahadev Ji ke divya darshan karwayenge! Is video mein humne poore Pashupatinath Temple Parisar (Complex) ke darshan karwaye hain, mandir ke itihas aur mahima ke baare mein bataya hai, aur sath hi Baba Pashupatinath ji ki aloukik aur divya Sandhya Aarti (Evening Aarti) ka wo shantipurna aur roohani anubhav bhi dikhaya hai jo man ko puri tarah se tript kar deta hai. Is divya yatra ka hissa banein aur Har Har Mahadev ka jaap karte huye aashirwad prapt karein. 🔮 Next Vlog Updates: Aane wale Next Nepal vlogs aur bhi zyada shandar aur shakti se bharpoor hone wale hain. Next Vlog main hum aap ko lekar chalenge Maa Guhेश्वरी Temple, jo Kathmandu mein hi sthit Shakti Peetho mein se ek behad pavitra sthan hai, jahan hum mata ke aloukik darshan karenge! Aage ke in sabhi khaas vlogs ke liye channel ko SUBSCRIBE karke bell icon zaroor daba lein! 🌸🙏 🔥 Watch Our Other Travel Vlogs (Explore More): Muktinath Temple & 108 Gomukh Snan    • Muktinath Dham Darshan 🇳🇵 | 108 Dharon Mei...   Suchetgarh India-Pakistan Border Tour    • Suchetgarh - Sialkot Border Jammu 🇮🇳 🇵🇰 | ...   Maa Chamunda Devi Darshan    • Maa Baglamukhi Mandir Darshan🙏Finally Reac...   Maa Baglamukhi Ji Darshan    • Maa Kheer Bhawani Mela 2026 Full Darshan |...   Maa Kheer Bhawani Darshan    • ​मनसा देवी के दर्शन और हर की पौड़ी पर गंगा...   Mansa Mata Darshan Haridwar    • Vrindavan Me Mile Aniruddhacharya Ji! 🙏 Pr...   Other Divine Darshan: Prem Mandir & Iskcon Mandir    • Gokul : Dham Mathura Tour | नंद बाबा महल औ...   Gokul MATHURA Darshan    • Barsana Dham Darshan 🦚 | ​श्री राधा रानी क...   Barsana Radha Rani Darshan    • Barsana Dham Darshan 🦚 | ​श्री राधा रानी क...   📱 Connect With Me On Social Media: Instagram   / sameeryatraavibess   (Daily updates ke liye follow karein!) ❤️ Support the Channel: Agar aapko aaj ka Pashupatinath Mahadev Darshan aur Sandhya Aarti ka vlog pasand aaya ho, toh video ko LIKE karein, doston aur parivar ke sath SHARE karein aur channel ko SUBSCRIBE zaroor karein! Comment mein 'Har Har Mahadev' aur 'Om Namah Shivaya' likhna bilkul na bhoolein! 🌸🙏 #PashupatinathTemple #PashupatinathDarshan #KathmanduVlog #PashupatinathAarti #NepalVlog #TravelVlog #NepalTravel #DivineJourney #Mahadev #ShivaBlessings