Перейти к содержимому

Ab bhi aati hain Sakeena (Lahore party)

Haq Hussain

0:00 / 0:00

Ab bhi aati hain Sakeena (Lahore party)

103 448 просмотров · 19 лет назад
Haq Hussain
821 подписчик
103 448 просмотров · 19 лет назад
Lahore party in Rawalpindi Ab bhi aati hai sakeena ki sadayein logon haye zindanon se mere baba ko milado main duaen dun gi siskiyan le ke jo kehti thi musalmano se. 1) bole Sajjad yeh muqaddar tera bekafan tujhko liye phirta hun bazaron mein aur lahu aaj bhi jari hai tere kaano se. 2) lab e dariya se alamdar ki aayi yeh sada eh sakeena tujhse sharminda hai chacha tera pani pohncha na saka haye kate shano se 3) jakay maqtal mein pukari yeh sakeena ro kar bhaiya qasim mere akbar tum kahan ho saray mere baba ko bacha lo aakay shaitano se 4)Jab chali ghar se tere saath sabhi thay Zainab aun o mohammad Akbar yaad aatay hongay laut ke aayi jo hogi tu 5) aath azanay bayak waqt faza mein gunjhi sani e Zehra ke khutbay ko dabanay ke liye shor barpa kia darbar mein azano se 6) Qaim e aal muhammad yeh hai akhtar ki dua sadka hasnain ka eh maula sadaye matam is tarah hashr talak goonjay aza khano se badi khano se