3 Din Mein College Se Ghar Wapas? 🤔 | Feeding Cows 🐄 & kalesh with SBI manager
Dhall Vlogs
0:00 / 0:00
3 Din Mein College Se Ghar Wapas? 🤔 | Feeding Cows 🐄 & kalesh with SBI manager
61 просмотр · 1 месяц назад
Dhall Vlogs
85 подписчиков
61 просмотр · 1 месяц назад
Kya haal hai dosto! Welcome back to another vlog. Toh scene kuch aisa hai ki main just 3 din pehle hi Ghaziabad gaya tha, aur kal (7th Sept) mujhe wapas aana pad gaya! Kyu aaya? Pura video end tak dekhna.
Aaj ki subah kafi peaceful thi, gaay mata ko roti aur halwa khilaya, aur apne Bruno ko mast doodh pilaya 🐕. Lekin din ka end bilkul bhi accha nahi tha... SBI ke manager ke sath ek bohot badi behes/fight ho gayi!
#DailyVlog #GharWapsi #SBIBank #BankManagerFight #MorningRoutine #DogLover #PugLife #FeedingCows #HindiVlog #MiniVlog #VlogIndia #Kalesh