Перейти к содержимому

Marhaba Salle Ala| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | official version

Music Ki Dunya

0:00 / 0:00

Marhaba Salle Ala| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | official version

179 099 просмотров · 1 год назад
Music Ki Dunya
4,62 тыс. подписчиков
179 099 просмотров · 1 год назад
Marhaba Salle Ala| Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | official version behadd ne ajab kaam kiya hadd kar di gunjaaish e tankeed sabhi radd kar di khud to parde mein rahe khud ko dikhaane ke liye phir saamne tasveer e muhammad kar di paikar e noor ki tanveer ke sadke jaaun apne khwaabon ki taabeer ke main sadke jaaun aashkaara hai tere husn se haq ki soorat mere aaka teri tasveer ke sadke jaaun marhaba salle ala sayyid e makki madni soorat ko teri dekh kar kuch muh se na nikla nikla to yeh nikla marhaba salle ala aaj roshan hua chaandni ho gayi jab muhammad ke chehre se parda utha arsh se farsh tak roshni ho gayi main wo shaayar nahi jo chaand keh dun unke chehre ko main unke nakshe paa pe chaand ko qurban karta hoon jisne dekhe nain matwale tere koi daata bana koi ghaus bana koi sabir bana koi dehli mein jaake nizamii bana koi ganje shakar bakhuda ho gaya jisne dekhe nain matwale tere mast o bekhud wo na ho toh kya kare ik nazar jo dekh le kehta phire do jahan tumpe fida sayyid e makki madni marhaba salle ala sayyid e makki madni do jahan tumpe fida sayyid e makki madni maangne waalon ko sultan bana deti hai aapki shaan e ata sayyid e makki madni apna mehboob tumhein kyun na khudaayi samjhe tum ho mehboob e khuda sayyid e makki madni ghaus e azam hai koi aapki nisbat ke tufail hai koi khwaja piya sayyid e makki madni yun to moosa bhi hain isa bhi hain yusuf bhi magar koi tumsa na hua sayyid e makki madni