24 साल का लड़का मुर्गी पालन से कमा रहा है लाखों | Desi Murgi Palan | Desi Murgi Farm Business
Indian Farm Rover
0:00 / 0:00
24 साल का लड़का मुर्गी पालन से कमा रहा है लाखों | Desi Murgi Palan | Desi Murgi Farm Business
5 910 просмотров · 10 часов назад
Indian Farm Rover
689 тыс. подписчиков
5 910 просмотров · 10 часов назад
24 साल का लड़का मुर्गी पालन से कमा रहा है लाखों | Desi Murgi Palan | Desi Murgi Farm Business
In this video, we take you on an interesting Free-Range Desi Murghi Farm Tour, where you will meet 24-year-old young farmer Ghulam, who is pursuing his graduation ke saath-saath successfully Desi Murghi Palan aur Desi Poultry Farming ka business bhi kar rahe hain. Ghulam ne apne farm ko ek professional approach ke saath develop kiya hai, jahan free-range environment mein desi murgiyon ki rearing aur management ki jaati hai. Is farm tour mein hum aapko dikhayenge unka complete Desi Chicken Farm, murghiyon ki rearing, farm management, feeding, daily routine aur poultry farming ka practical experience. Ghulam apni studies ke saath is business ko manage karke yearly achhi income generate kar rahe hain aur unki farming journey young generation ke liye ek interesting example hai. Agar aap Desi Murghi Farming, Free Range Poultry Farming, Desi Chicken Business, Desi Poultry Farm, Country Chicken Farming ya low-scale poultry business ke baare mein jaanna chahte hain, to ye video aapke liye useful rahega. Video ko poora dekhiye aur Ghulam ke real farming experience, farm setup aur Desi Murghi Palan ke practical methods ko samajhiye.
Contact - 96391 80402
Gulam’s Social media links
Insta - https://www.instagram.com/elitepoultr...
FB - / 1hdrnrnzni
#desipoultryfarm
#poultryfarming
#indianfarmrover