Jo Tum Mere Ho (Lyrics Video) - Anuv Jain | Full Song Lyrics | Lyrics Player Hindi
Lyrics Player Hindi
0:00 / 0:00
Jo Tum Mere Ho (Lyrics Video) - Anuv Jain | Full Song Lyrics | Lyrics Player Hindi
5 927 просмотров · 10 дней назад
Lyrics Player Hindi
754 подписчика
5 927 просмотров · 10 дней назад
❤️ Welcome to Lyrics Player Hindi! 🎶
Enjoy the beautiful lyrics of "Jo Tum Mere Ho" in Hindi. If you love Hindi songs, Bollywood music, and meaningful song lyrics, this video is for you.
🎧 Watch, listen, and enjoy the music!
👍 Like the video
💬 Comment your favourite line
🔔 Subscribe to Lyrics Player Hindi for more Hindi lyrics videos.
🎤Song Credit :-
🎶 Song :- Jo Tum Mere Ho
🎙️ Singer :- Anuv Jain
🎼 Music :- Jo Tum Mere Ho
🔀 Song Lyrics :-
Hairaan hoon
Ki kuch bhi na mangu kabhi main
Jo tum mere ho
Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Jo tum mere ho
Toh main Kuch nahin maangoon Duniya se
Aur tum ho hi nahin
Toh main Jeena nahin chahoon Duniya mein
Aur nazron mein mere
Ik Jaha hai Jaha tu aur main Ab sath hai
Aur wahan, Koi nahin
Tu aur main hi, Haaye...
Aur aaogay. Aise aaogay
Teri meri kya yeh rahein Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi Jo tum aye kabhi
Hum toh pyaar se hi Maar jayengay
Aur aaogay, Aise aaogay
Teri meri kya yeh rahein Yoon judi hain?
Aur raahon mein hi Jo tum aye nahin
Hum toh phir bhi tumhein hi Chahengay
Jo tum mere ho
Toh main Kuch nahin maangoon Duniya se
Pooche yeh tu
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
Jab charo taraf aaj
Kitne hi sare nazare hain
Janay na tu
Khud ko yoon, Na janay kyun?
Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara
Dekho na dekho na
Zulfon se, Kaise zulfon se
Teri chupti pyari pyari si Muskaan hai
Aur nazarein jhuki, Aur nazarein uthi
Toh main kya hi karoon? Barbaad main
Tere hothon ko, Tere hothon ko
Jinse rakhti mere pyare pyare Naam hai
Aur dil ka tere, Aur dil ka tere
Ab main kya hi kahoon? Kya baat hai!
Aur haan, Dekho yahan
Kaise ayi do dilon ki Yeh baraat hai
Par kya Khula aasmaan
Yaan phir lai yahan zoro se Barsaat hai?
Chahein ho, chaye bhi badaal toh
Chahein phir bhi tumhe Kya, pata tum ko?
Maangoon na kuch aur jo
Tum mere ho....
Haan....
#HindiLyrics #SongLyrics #HindiSongs #LyricsVideo #LyricsPlayerHindi #BollywoodSongs #HindiMusic
#lyricvideo #lyrics #music #song #songlyrics #trending #viral #lovesong #jotummereho #jotummerehosong
#anuvjain #lyrical #fyp #foryou #trendingvideo #trendingnow #trending #lyricssong #youtube
#youtubevideo #hindisong #viralvideo #views #bollywood #newmusic #newvideo #newsong