Перейти к содержимому

Liugong 924 एक्सकेवेटर की असली ताकत: मिट्टी खुदाई का लाइव टेस्ट!

Shailendra Automotive

0:00 / 0:00

Liugong 924 एक्सकेवेटर की असली ताकत: मिट्टी खुदाई का लाइव टेस्ट!

710 просмотров · 4 дн. назад
Shailendra Automotive
28,7 тыс. подписчиков
710 просмотров · 4 дн. назад
aaj ke is video maine aap se baat ki hai, liugong 924 excavator ke bare mai,is video mai maine aap ko is machine ka live working video bataya hai, kaise liugong 924 excavator kitna time par gadi bhar raha hai, aur sath hi kitna mileage liugong 924 excavator de raha hai wo bhi hamne aaj ke is video mai bataya hai Liugong 924 excavator site par kaise kaam kar raha hai aur iska diesel consumption kaisa hai, aaj ke video mein dekhiye. Aaj ke video mein maine aapko dikhaya hai ki mining site par Liugong 924 excavator kaise mitti ki khudai aur loading ka kaam kar raha hai. Ye heavy machinery kaafi powerful hai aur maine iske kaam karne ke tarike ko bariki se cover kiya hai. Video mein aap dekh sakte hain ki kaise ye machine truck loading mein apna kaam nipata rahi hai. Humne ye bhi dekha ki heavy work ke dauran iska diesel consumption kis level par rehta hai. Ummeed hai ki aapko ye jankari pasand aayegi. Channel ko subscribe karein taaki aap aisi aur heavy equipment ki jaankari miss na karein. Comment mein batayein ki aapko agli video kis machine par chahiye.