Перейти к содержимому

😱 Kapra Kam Hai? Phir Bhi Banayein Perfect Qameez Shalwar! ✂️ Aasan Cutting Ka Zabardast Tareeqa

Kainchi Se Hunar

0:00 / 0:00

😱 Kapra Kam Hai? Phir Bhi Banayein Perfect Qameez Shalwar! ✂️ Aasan Cutting Ka Zabardast Tareeqa

104 просмотра · 11 дн. назад
Kainchi Se Hunar
25 подписчиков
104 просмотра · 11 дн. назад
😱 Kapra Kam Hai? Phir Bhi Banayein Perfect Qameez Shalwar! ✂️ Aasan Cutting Ka Zabardast TareeqaAssalamualaikum Meri Pyari YouTube Family! ❤️🌹 Kya aapki Qameez ya Shalwar ka kapra kam par jata hai? 😍 Ab pareshan hone ki zaroorat nahi! Is video mein seekhein Qameez Shalwar ki aasan cutting, woh bhi kam kapray mein. ✂️ Is video mein aap seekhein gi: ✅ Qameez ki aasan cutting ✅ Kam kapray mein Aasteen ke pieces nikalne ka tareeqa ✅ Qameez ki slips ki cutting ✅ Shalwar ki aasan cutting ✅ Kam kapray ko sahi tareeqay se istemal karna ✅ Shalwar ko khula aur aaramdeh banane ka tareeqa Agar aap bhi ghar par apne kapray khud cut karna aur silna chahti hain, to video ko aakhir tak zaroor dekhein. ❤️ Video pasand aaye to Like karein, Share karein aur hamare channel Kainchi Se Hunar ko Subscribe karna na bhoolain. 🔔 #QameezShalwarCutting #EasyCutting #ShalwarCutting #KameezCutting #StitchingTips