Chhat Girne Ke Baad Is Ghar Ka Sahara Bana Khidmat Gaar Foundation ❤️ | Insaniyat Ki Khidmat
Khidmat Gaar Foundation
0:00 / 0:00
Chhat Girne Ke Baad Is Ghar Ka Sahara Bana Khidmat Gaar Foundation ❤️ | Insaniyat Ki Khidmat
185 просмотров · 1 месяц назад
Khidmat Gaar Foundation
1,25 тыс. подписчиков
185 просмотров · 1 месяц назад
Ek ghar ki chhat gir gayi thi, jis ki wajah se is family ke liye mushkil waqt shuru ho gaya. Ghar ki chhat dobara tameer karwana un ke liye bohat mushkil tha.
Khidmat Gaar Foundation ne is zarooratmand family ka sahara bante hue ghar ki chhat ki dobara tameer mein madad ki. ❤️
Hamari koshish hai ke jo log mushkil waqt mein hain, un tak madad pohanchai ja sake aur un ke liye asani paida ki ja sake.
🤲 Aap ki support bhi kisi zarooratmand ke ghar ka sahara ban sakti hai.
Agar aap ko hamara kaam pasand aaye to video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein.
Khidmat Gaar Foundation — Insaniyat Ki Khidmat ❤️