Hareem aur Hussain Madinah Chalay! 🕌🍔 Rastay Mein Burger Party
BabuThinks
0:00 / 0:00
Hareem aur Hussain Madinah Chalay! 🕌🍔 Rastay Mein Burger Party
4 406 просмотров · 17 ч назад
BabuThinks
1,33 тыс. подписчиков
4 406 просмотров · 17 ч назад
Hareem aur Hussain Umrah ke baad Makkah se Madinah ja rahe hain! 🚗🕌 Rastay mein burger party 🍔, oonton ka qafila 🐪 aur rastay ki masjid mein namaz. Phir Madinah: sabz gumbad, Masjid-e-Nabawi ki chhatriyan, Masjid-e-Quba, Masjid-e-Qiblatain, Uhud pahar aur khajoor ka bagh. Aur bazaar mein Hussain ki zid: "Yeh bhi lena hai!" 😄
Bachay kya seekhenge:
✅ Khane se pehle haath dhona, Bismillah, seedhe haath se khana, khana zyda na karna
✅ Safar mein bhi namaz (musafir ki 2 rakat)
✅ Masjid ka adab: aahista bolo, aaram se chalo
✅ Hijrat, Ansar ka bhai-chara, aur "Tohfa do, mohabbat barhegi"
00:00 Hussain ki zid!
00:14 Makkah se Madinah ka safar
01:11 Burger party
02:14 Oonton ka qafila
02:32 Rastay ki masjid
03:04 Madinah aa gaya!
04:11 Masjid-e-Nabawi
05:14 Quba, Qiblatain aur Uhud
06:04 Khajoor ka bagh
06:39 Bazaar
08:42 Hussain ka wada
📺 Pichli kahani: Hareem aur Hussain Saudia Mein (Pehla Umrah) [ • Ihram Pehen kar Labbaik! 🤲 | Pehla Umrah f... ]
🔔 Ammi Abbu, channel subscribe kar dein taake bachay har nayi kahani dekh sakein!
#UrduKahaniyan #IslamicCartoon #MadinahForKids