Перейти к содержимому

Beautiful Naat Sharif - Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ by Muqeem Raza

Gulame nabi KGN

0:00 / 0:00

Beautiful Naat Sharif - Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ by Muqeem Raza

10 690 просмотров · 8 месяцев назад
Gulame nabi KGN
3,45 тыс. подписчиков
10 690 просмотров · 8 месяцев назад
Beautiful Naat Sharif - Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ by Muqeem Raza Assalamu Alaikum Friends, Aaj ki is video mein suniye ek bahut hi pyari Naat-e-Paak "Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ", jisay apni mithi awaaz mein pesh kar rahe hain Muqeem Raza Moradabadi. Imaan ko tazgi dene wali is Naat ko zaroor suniye aur doston ke sath share kijiye. Naat Lyrics: Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ Ankhon ka tara Naam-e-Muhammad ﷺ Dil ka ujala Naam-e-Muhammad ﷺ Daulat jo chaho dono jahan ki Kar lo wazifa Naam-e-Muhammad ﷺ Nuh-o-Khalil-o-Musa-o-Isa Sab ka hai Aaqa Naam-e-Muhammad ﷺ Rakho lahad mein jis dam azizo Mujh ko sunana Naam-e-Muhammad ﷺ Puchhega Maula laya hai kya kya Main yeh kahunga Naam-e-Muhammad ﷺ Roz-e-Qayamat mizan-o-pul par Dega sahara Naam-e-Muhammad ﷺ Apne Raza ke qurban jaon Jisne sikhaya Naam-e-Muhammad ﷺ Ankhon mein aakar dil mein samakar Rang-at racha ja Naam-e-Muhammad ﷺ Apne Jameel Rizvi ke dil mein Aaja sama ja Naam-e-Muhammad ﷺ Video Credits: Naat: Ankhon Ka Tara Naam-e-Muhammad ﷺ Sana Khwan: Muqeem Raza Moradabadi Category: Islamic Naat #NaatSharif #MuqeemRazaMoradabadi #AnkhonKaTara #NaameMuhammad #NewNaat2024 #IslamicVideo #NaatLyrics #UrduNaat #naat #likhihuinaat #naatepak #newnaat #lyricsnaat #naatstatus #lyrics #lyricsnaatsharif #naatsharif #gulamenabikgn