Hotel Checkout Day: Paise Khatam Ho Gaye! 😂 Jaipur Vlog
Hindi From Myanmar🇲🇲
0:00 / 0:00
Hotel Checkout Day: Paise Khatam Ho Gaye! 😂 Jaipur Vlog
159 просмотров · 2 недели назад
Hindi From Myanmar🇲🇲
4,95 тыс. подписчиков
159 просмотров · 2 недели назад
Hello guys! Welcome back to our Jaipur travel series! 🇲🇲❤️🇮🇳
Aaj hamara luxury 5-star hotel (Holiday Inn Jaipur) me last day tha. Checkout se pehle maine subah secretly hotel me pehli baar Hand Reading (palm reading) try ki 🔮 — aur uske baad breakfast karke humne finally kiya checkout!
Checkout ke baad paise khatam ho gaye the 😂, lekin safar abhi khatam nahi hua! Hum saare suitcases aur luggage ke sath seedhe pahuche Jaipur ke famous aur giant mall — World Trade Park (WTP Mall)! Mall ke grand exterior se lekar andar ke Dubai Bazaar tak, kaisa raha hamara experience? Video me aage dekhiye!
Aapko hamara Jaipur stay kaisa laga? Comments me zaroor batana aur video achhi lagi toh LIKE aur SUBSCRIBE zaroor karna! ✨
📌 TIMESTAMPS:
00:00 - Good Morning & Last Day at 5-Star Resort
01:42 - Secret Hand Reading Experience 🔮
04:10 - Final Luxury Breakfast 🍳
04:24 - Checkout Time: Paise Khatam Ho Gaye! 😂
07:44 - Arriving at Jaipur's Biggest Mall (World Trade Park)
08:58 - Shopping with Heavy Luggage & Dubai Bazaar 🛍️
#JaipurVlog #WorldTradePark #5StarHotel #HindiFromMyanmar #TravelVlog #WTPJaipur #JaipurDiaries