19,024 FT Par Pehli Baar LIVE SNOWFALL 😱❄️ | UMLING LA Sabse Mushkil RIDE | Day 9
Yamini bisht
0:00 / 0:00
19,024 FT Par Pehli Baar LIVE SNOWFALL 😱❄️ | UMLING LA Sabse Mushkil RIDE | Day 9
20 513 просмотров · 2 мес. назад
Yamini bisht
95,3 тыс. подписчиков
20 513 просмотров · 2 мес. назад
Ladakh Ride – Day 9 🙌🏻
Aaj ka din shayad poori Ladakh journey ka sabse challenging aur yaadgaar din tha. Bhot saari mushkilon ke baad finally hum Umling La pahoche aur wahan jo dekha, woh imagine bhi nahi kiya tha… LIVE SNOWFALL! ❄️🥹
Thand, difficult roads, bike ke saath struggle aur baar-baar mann mein ek hi thought bas kisi tarah Umling La pahochna hai.
Aur jab finally 19,024 ft par khade hue, toh saari thakaan worth it lagne lagi. ❤️
Ye sirf ek ride nahi thi… ek dream tha jo aaj aur bada ho gaya. 🏔️🏍️
Agar aapko real travel, bike rides aur raw Ladakh adventures pasand hain, toh video ko LIKE , COMMENT aur SUBSCRIBE zaroor karna.🫂
Ladakh Ride Day 9 | Umling La | 19,024 FT | Live Snowfall | Motorcycle Adventure
#LadakhRide #UmlingLa #Ladakh #UmlingLaPass