Birthday Par Talaq Deker Secretary Ko Laya, Magar Court Mein Jab Parda Utha..
Urdu Story Time и Urdu Nagri
0:00 / 0:00
Birthday Par Talaq Deker Secretary Ko Laya, Magar Court Mein Jab Parda Utha..
993 просмотра · 3 нед. назад
Urdu Story Time и Urdu Nagri
993 просмотра · 3 нед. назад
Birthday Par Talaq Deker Secretary Ko Laya, Magar Court Mein Jab Parda Utha..
Salgirah ka tohfa talaq? Shohar ne doosri shadi kar ke ghar se nikala, magar adalat mein jab asal malikan samne aayi toh pairon talay zameen nikal gayi!
Is dard bhari aur sabaq amoz kahani mein janiye ke kis tarah aik bay-qasoor aurat par har roz na-kaara aur jahil honay ke tanay maray gaye. Salgirah ke din jab shohar (Danish) ne zulm ki intiha karte hue talaq-nama thama kar apni secretary ko ghar le aaya, toh usay laga ke woh jeet gaya. Magar jab jaedad ka maamla adalat pohancha aur parda hata, toh wahan mojood asal malikan ko dekh kar pooray sasural ke hosh ur gaye.
Sachi mohabbat, bay-wafai, sabar aur mukafat-e-amal ki aik aisi dastan jo aap ke dil ko jhanjhor kar rakh degi.
• Masoom biwi par shohar ki rozana ki bad-sulooki aur tanay
• Salgirah ke din talaq ka achanak aur dil dehla dainay wala jhatka
• Secretary ka ghar mein dakhila aur gharoor ka anjaam
• Adalat mein samne aane wala woh poshida sach jis ne sab ko heran kar diya
Agar aap ko yeh kahani pasand aaye toh video ko like karein, apnay doston aur family ke sath share karein, aur mazeed dilchasp kahaniyon ke liye "Urdu Story Time" ko zaroor SUBSCRIBE karein taake har nayi video aap tak waqt par pohanch sakay!
#UrduStoryTime #UrduStories #SabaqAmozKahani #EmotionalStory