Mata Rani Ka Visarjan Ho Gaya 😭 | 11 Din Kaise Beet Gaye Pata Hi Nahi Chala | Daily Vlog Day-4
Sparklegirl
0:00 / 0:00
Mata Rani Ka Visarjan Ho Gaya 😭 | 11 Din Kaise Beet Gaye Pata Hi Nahi Chala | Daily Vlog Day-4
22 просмотра · 7 дн. назад
Sparklegirl
119 подписчиков
22 просмотра · 7 дн. назад
Jai Mata Di Dosto 😭🙏
Welcome to @Sparkledailyvlog @Bhagya-b2f
Aaj hai Daily Vlog Season-2 Day-4 aur aaj bahut hi dukh ka din hai...
Aaj Mata Rani Ka Visarjan hai. 11 din kaise nikal gaye pata hi nahi chala. Roz jo pandal sajaa hua rehta tha, aaj sab simat gaya hai. Mata Rani ko lene ke liye van / gaadi aa chuki hai.
Aaj ke vlog me:
✅ Mata Rani ka aakhiri darshan
✅ Visarjan ki taiyaari - van aa gayi
✅ Gaon ke sab log Mata Rani se milne aaye
✅ Bahut bheed aur bhavuk mahaul
✅ Meri aankhon me aansu 😭
Mata Rani, agle saal jaldi aana 🙏
Video ko LIKE, SHARE & SUBSCRIBE karna mat bhulna.
Comment me Jai Mata Di & Agle Saal Jaldi Aana Maa jarur likhna 🚩
📍 Location:- Nagerparishad Dabhaura
📸 Instagram: [https://www.instagram.com/a_bhakti__y...]
#mataranivisarjan #visarjanvlog
Thanks for watching, milte hai agle vlog me ❤️