Перейти к содержимому

Navratri Day-3 मणिपूर चक्र में माँ चंद्रघंटा?! | Sabse Bada Rahasya | Power Of Fire Chakra

Shree Sita Ram Productions

0:00 / 0:00

Navratri Day-3 मणिपूर चक्र में माँ चंद्रघंटा?! | Sabse Bada Rahasya | Power Of Fire Chakra

95 просмотров · 11 дн. назад
Shree Sita Ram Productions
101 подписчик
95 просмотров · 11 дн. назад
Jai Shree Sita Ram! Manipura Chakra Me Maa Chandraghanta?! | 3rd Day Navratri Ka Sabse Bada Rahasya | Power Of Fire Chakra Kya aap jante hain Navratri ke 3rd din jis Maa Chandraghanta ki puja hoti hai unka direct connection hamare nabhi wale Manipur Chakra se hai? Is video me janenge Maa Chandraghanta kaun hain, Manipur Chakra kya hai aur RAM beej mantra se ye Agni Chakra kaise jagrut hota hai. Maa Chandraghanta ke mastak par ardhchandra ke aakar ka ghanta hai jo yudh me rakshason ko bhaybhit karta hai aur bhakton ke paap nasht karta hai. Ye 10 bhujaon wali sher par sawar devi hain jinki puja se Manipur Chakra jagrut hota hai. Manipur Chakra hamare 7 chakron me teesra chakra hai jo nabhi ke peeche sthit hai. Isme 10 pankhudiyan hain aur iska beej mantra RAM hai. Iska rang peela aur tatva Agni hai. Jab ye block hota hai to dar aur pachan ki samasya aati hai aur jagne par atmavishwas aur tez aata hai. Sadhana Vidhi: Roz 10 minute nabhi par dhyan lagakar RAM mantra ka jaap karen. Peele vastra pehnen, Maa ko peele phool arpit karen. Mantra - Pindaj Pravararudha Chandakopastrakairyuta, Prasadam Tanute Mahyam Chandraghanteti Vishruta. Pichli Video Dekhen: Day 1 - Maa Shailputri aur Muladhar Chakra Day 2 - Maa Brahmacharini aur Swadhishthan Chakra Agar gyan mila ho to LIKE karen, COMMENT me Jai Maa Chandraghanta likhen aur 9 din 9 chakron ki poori series ke liye SUBSCRIBE zarur karen. Jai Maa Chandraghanta! Jai Shree Sita Ram #maachandraghanta #manipurachakra #navratriday3 #3rddaynavratri #nabhichakra #rambeejmantra #navratri2026 #chakrasadhana #sanatandharma #kundalini #manipura #chandraghanta #navdurga #firechakra #jaishreesitaram