Перейти к содержимому

Tere Liye Mandir Jaaun | Khat Song Lyrics - Navjot Ahuja

CANDY LYRICS

0:00 / 0:00

Tere Liye Mandir Jaaun | Khat Song Lyrics - Navjot Ahuja

4 059 803 просмотра · 7 мес. назад
CANDY LYRICS
42,8 тыс. подписчиков
4 059 803 просмотра · 7 мес. назад
Khat Song Lyrics - Navjot Ahuja Song: Khat Artist: Navjot Ahuja Lyricist: Navjot Ahuja Musician: Navjot Ahuja Label: Navjot Ahuja LYRICS: Kagaz Ke Phool Laaun Tere Liye Khat Likhoon Tere Liye Main Khuda Mei Maanun Nahi Par Maangun Dua Tere Liye Tere Liye Ghar Banaun Deewarein Neele Rang Se Sajaun Pasand Hai Tumhein Maloom Hai Tumne Bataya Tha Ik Dafe Neele Ful Laun Tere Liye Khat Likhu Tere Liye Main Khuda Mei Maanun Nahi Par Maangun Dua Tere Liye Teri Baatein Naasamajh Si Fir Bhi Jaayaz Lag Rahi Hai Tu Pareshaan Kar Rahi Hai Fir Bhi Masoom Lag Rahi Hai Tere Liye Mandir Jaaun Tere Naam Ka Diya Jalaun Hansta Rahe Tu Chahe Jo Ho Teri Hansi Ko Nazar Na Lage Kagaz Ke Phool Laun Tere Liye Khat Likhu Tere Liye Mai Khuda Mein Maanun Nahi Par Maangun Dua Tere Liye Tere Liye Hum Bane Hai Tere Liye Badal Rahe Hai Kya Mohabbat Ho Gayi Hai Teri Hi Teri Baatein Kare Tere Liye Ghar Banaun Deewarein Neele Rang Se Sajaun Pasand Hai Tumhein Maloom Hai Tumne Bataya Tha Ek Dafa Dekh Shayar Bana Tere Liye Naghma Likha Tere Liye Main Khuda Mein Maanun Kyu Tu Khuda Mere Liye #tereliye #tereliyemandirjaaun #khatsonglyrics #khat #navjotahuja #lyrics #songlyrics