Перейти к содержимому

Sajan Sajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja 🦇🌑 Alka Yagnik Evergreen Hit Song | Madhuri Dixit

Bollywood Female Singers

0:00 / 0:00

Sajan Sajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja 🦇🌑 Alka Yagnik Evergreen Hit Song | Madhuri Dixit

11 294 просмотра · 21 ч назад
Bollywood Female Singers
40,5 тыс. подписчиков
11 294 просмотра · 21 ч назад
Experience the magic of 90s Bollywood nostalgia with the timeless romantic melody "Saajan Saajan Teri Dulhan" from the classic film Aarzoo. Featuring the soul-stirring and melodious vocals of legendary playback singer Alka Yagnik, this iconic track captures the essence of love and celebration, beautifully portrayed on screen by Madhuri Dixit, Akshay Kumar, and Saif Ali Khan. 🎵 Song: Saajan Saajan Teri Dulhan 🎞️ Movie: Aarzoo 🎤 Singer: Alka Yagnik ⭐ Star Cast: Akshay Kumar, Madhuri Dixit & Saif Ali Khan #alkayagnik #sajansajan #madhuridixitsong #saifalikhan #akshaykumar #sajansajanteridulhan #90sbollywood #evergreenhits #bollywoodsongs #saifalikhan Khan #nostalgia #HindiMusic #90smusic #90slovesongs Lyrics: Saajan Saajan Teri Dulhan Tujhko Pukare Aaja chandni rat, taro ki barat hai dil ki mehfil sajane me kya der hai kya der hai dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi abb toh sajan ke aane me kya der hai kya der hai meri zindagi mera pyar yad aa raha hai aanewala hai jo, woh yad aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja aa ja, aa ja, aa ja payal kajal kangan daman sare tujhe bulaye aa ja sajan aa ja tere apne tujhe bulaye aa ja, aa ja, sajan aa ja mere mehbub, mere hamsafar tujhko kya pata hai tujhe kya khabar, ehsan tere kitne hai mujhpar rab pe yakin hai jitna, utna hai tujhpar aa ja, aa ja, aa ja mera mehbub mera sanam aa raha hai ham toh marhi chuke the, phir janam aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja aa ja, aa ja, aa ja chunri meri rangin huyi hai tere rang se sajan aakar rang de mera ang ang apne rang se sajan aa ja aa ja sajan aa ja tumse wafaye bahut main karungi kasam teri abb yeh dil kisi ko na dungi aa tujhe bata du, mere dil mein kya hai dil lenewale tujhe jan apni dungi aa ja, aa ja, aa ja dhadkane badh rahi hai, woh karib aa raha hai khushnasibi banke mera woh nasib aa raha hai sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja aakar mere hatho mein mehndi tu hi racha ja chandni rat, taro ki barat hai dil ki mehfil sajne mein kya der hai kya der hai dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi abb toh sajan ke aane me kya der hai kya der hai sajan sajan x batman, sajan sajan x batman song