Перейти к содержимому

लक्ष्मण रेखा रामायण अगर ORIGINAL रामायण थिएटर में आए तो क्या होगा

HEROIC GEN

0:00 / 0:00

लक्ष्मण रेखा रामायण अगर ORIGINAL रामायण थिएटर में आए तो क्या होगा

120 просмотров · 5 дн. назад
HEROIC GEN
16 подписчиков
120 просмотров · 5 дн. назад
valmiki ki ramayan mein lakshman rekha ka koi zikr nahin hai. yeh kahani baad ki lokkathaon aur alg-alg kshetriya ramayanon se lokpriya hui, aur tv ne ise ghar-ghar pahuncha diya. to valmiki ji ke mutabik wahan hua kya tha? aranyakand mein jab marich ki awaaz aati hai, to ghabrai hui sita ji lakshman ji se bahut kathor baatein kah deti han. itni kathor ki lakshman ji aahat hokar wahan se chale jaate han. jate-jate woh bus itna kahte hain ki vandevta aapki raksha karen. koi rekha nahin, koi jaadui suraksha nahin. #ramyan #valmeeki ramyan #ramyan movie