Перейти к содержимому

Alwida Alwida Mahe Ramzan | Full Naat | Lyrics | Owais Raza Qadri | 2020

Islamic Videos

0:00 / 0:00

Alwida Alwida Mahe Ramzan | Full Naat | Lyrics | Owais Raza Qadri | 2020

2 335 просмотров · 7 л. назад
Islamic Videos
6,68 тыс. подписчиков
2 335 просмотров · 7 л. назад
Alwida Alwida Mahe Ramzan | Full Naat | Lyrics | Owais Raza Qadri | 2018 #naat #alvidaalvidamaheramzan #alwadaalwadamaheramzanowaisrazaqadri subsacribe our channel http://bit.ly/2Ejm43Z Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics Alwada Alwada Mahe Ramzan Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo, Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo, Yehi Hai Mera Kul Asasaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Jub Guzar Jayenge Mah Giyara, Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga, Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi, Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee, Sub Sama Hogaya Suna Suna, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai, Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain, Keh Raha Hai Har Aik Qatra, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain, Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain, Kaun Dega Inhe Ab Dilasa, Alwada Alwada Mahe Ramzan. Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil, Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil, Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN, ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN. Aae Musalman Tho Zinda Rahoge, Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge, Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum, Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN) Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka, Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana, Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana, Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen) Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan, Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran, Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara, Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN, ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo, Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo, Yehi Hai Mera Kul Asasaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Jub Guzar Jayenge Mah Giyara, Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga, Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi, Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee, Sub Sama Hogaya Suna Suna, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai, Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain, Keh Raha Hai Har Aik Qatra, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain, Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain, Kaun Dega Inhe Ab Dilasa, Alwada Alwada Mahe Ramzan. Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil, Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil, Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN, ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN. Aae Musalman Tho Zinda Rahoge, Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge, Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum, Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana, Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN) Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka, Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana, Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana, mahe-ramzan/Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen) Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan, Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran, Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara, Alwada Alwada Mah-e-Ramadan. ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN, ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN alvida alvida, alvida alvida mahe ramzan, alvida alvida song, alwida alwida ramzan, alwida alwida mahe ramzan lyrics, alwida alwida mahe ramzan naat, alwida alwida mahe ramzan status, alwida alwida mah e ramzan owais raza qadri naat, owais raza qadri naats 2019, owais raza qadri new naat, owais raza qadri ki naat, owais raza qadri new naat 2019 ramzan 2019 ameer ul mujahideen alwada alwada mahe ramzan full naat lyrics alwida alwida mahe ramzan lyrics owais qadri alvida alvida mahe ramzan alwada alwada mahe ramzan whatsapp status alwida alwida mahe ramzan status alvida jumma, alvida jumma salam, alvida jumma mubarak, alvida jumma status