Перейти к содержимому

5000 KM Ke Baad Ola Ki First Official Service 😱 Itne Paise Kis Baat Ke Bhai? | Real Review

Kavirav Tales

0:00 / 0:00

5000 KM Ke Baad Ola Ki First Official Service 😱 Itne Paise Kis Baat Ke Bhai? | Real Review

11 977 просмотров · 2 нед. назад
Kavirav Tales
675 подписчиков
11 977 просмотров · 2 нед. назад
5000 KM complete karne ke baad finally meri Ola S1X Gen 3 ki first official service karwa di. 😱 Is video mein bataunga service center par actual experience kaisa raha, kitna time laga, kitne paise lage aur service ke baad scooter mein kya difference aaya. Agar aap Ola lene ki soch rahe hain ya already Ola chala rahe hain, to ye real ownership experience aapke kaam aa sakta hai. 5000 KM ke baad Ola ki reality — Real Review! 🛵⚡ Video pasand aaye to LIKE 👍, COMMENT 💬 aur SUBSCRIBE 🔔 zaroor karna.