Jhandewali Mata Ke Navmi Darshan 2026 | Jhandewalan Mandir Delhi Maha Navmi Darshan |
Amita Kumari
0:00 / 0:00
Jhandewali Mata Ke Navmi Darshan 2026 | Jhandewalan Mandir Delhi Maha Navmi Darshan |
2 просмотра · 21 ч назад
Amita Kumari
807 подписчиков
2 просмотра · 21 ч назад
Jai Jhandewali Maa 🙏🚩 Delhi Ki Sabse Badi Maha Navmi Live Darshan
Dosto aaj Maha Navmi hai aur hum aaye hain Delhi ke Prasidh Jhandewalan Mandir me Maa Jhandewali ke Divya Darshan karne. Kaha jata hai ki yahan Maa ki Gufa Wala Darshan karne se har mannat puri hoti hai.
Aaj Maha Navmi par Mandir me Bhavya Shringaar, Phoolon ki Varsha aur Maa ka Adbhut Chola dekhne layak hai. Hazaro bhakt line me lag kar Maa ke darshan kar rahe hain.
Aap bhi ghar baithe Jhandewali Mata Rani ke Navmi ke Darshan kijiye aur Comment me 🚩 JAI JHANDEWALI MATA 🚩 likhna mat bhooliye.
Jhandewalan Mandir - Delhi
Maha Navmi - 19 October 2026
#jhandewalimata #jhandewalandarshan #jhandewalanmandir #navmidarshan #mahanavmidarshan #navratriday9 #delhijhandewali #jhandewalimatadarshan #navratri2026 #jhandewali