Dil Hai To Faqat Unse Mohabbat Ke Liye Hai | Heart Touching Naat 2026 | Usman Jami
Usman Jami Official
0:00 / 0:00
Dil Hai To Faqat Unse Mohabbat Ke Liye Hai | Heart Touching Naat 2026 | Usman Jami
2 868 просмотров · 5 дн. назад
Usman Jami Official
426 подписчиков
2 868 просмотров · 5 дн. назад
اگر یہ نعت آپ کے دل کو چھو جائے تو ویڈیو کو Like کریں، اپنے عزیزوں کے ساتھ Share کریں اور چینل کو Subscribe ضرور کریں۔ ❤️
اللہ تعالیٰ ہمیں سچی محبتِ رسول ﷺ عطا فرمائے اور بار بار مدینہ منورہ کی حاضری نصیب فرمائے۔ آمین 🤲
Naat Khuwan: Hafiz Usman Jami
Lyrics: Junaid ishfaq atki
Audio: HA (Hassan Azizi)
Video: Abu Muawiya
Heart Touching Naat Sharif 2026 | Usman Jami 🌹
Dil Hai To Faqat Unse Mohabbat Ke Liye Hai ❤️ | Beautiful Urdu Naat Sharif | New Naat 2026
Presenting a beautiful and heart-touching Urdu Naat Sharif in the voice of Usman Jami. This beautiful Kalam expresses love, devotion, and respect for our beloved Prophet Muhammad ﷺ.
🌹 Naat Khwan: Usman Jami
🎙️ Channel: Usman Jami Official
❤️ Topic: Ishq-e-Rasool ﷺ
✨ If you love this Naat Sharif:
👍 Like the video
💬 Share your thoughts in the comments
🔁 Share this Naat with your friends and family
🔔 Subscribe to Usman Jami Official for more beautiful Hamd and Naat.
May Allah Almighty bless us all with true love for Prophet Muhammad ﷺ. Ameen. 🤲
Jazakum Allahu Khairan Katheera 🌹
#NaatSharif #HeartTouchingNaat #UsmanJami
Naat-e-Rasool-e-Maqbool ﷺ
Seena hai to Aaqa se aqeedat ke liye hai
Dil hai to faqat unse mohabbat ke liye ha
Ye shauq-e-safar unki hai yaadon ka karishma
Aankhon mein chamak unki ziyarat ke liye ha
i
Ye zor-e-qalam unki hai toseef ka sadqa
Ye munh mein zubaan unki hikayat ke liye hai
Tasbeeh faqat un pe duroodon ke liye khaas
Talwar faqat unki himayat ke liye hai
Haazir hain Madine mein farishton ki qataren
Dehleez pe Jibraeel ijazat ke liye hai
Ye unke liye Rahmat-e-Kaunain ka mansab
Hum jaise nikammon ki shafa'at ke liye hai
Baithe hain Junaid aaj thakan apni sambhaale
Ye ghar se Madine ki masaafat ke liye hai
Poet: Junaid Ashfaq Atki
Naat Khwan: Usman Jami
YouTube Channel: Usman Jami Official 🌹
نعت رسول مقبول صلی اللہ علیہ وسلم
سینہ ہے تو آقا سے عقیدت کے لیے ہے
دل ہے تو فقط ان سے محبت کے لیے ہے
یہ شوقِ سفر ان کی ہے یادوں کا کرشمہ
آنکھوں میں چمک ان کی زیارت کے لیے ہے
یہ زورِ قلم ان کی ہے توصیف کا صدقہ
یہ منہ میں زباں ان کی حکایت کے لیے ہے
تسبیح فقط ان پہ درودوں کے لیے خاص
تلوار فقط ان کی حمایت کے لیے ہے
حاضر ہیں مدینے میں فرشتوں کی قطاریں
دہلیز پہ جبریل اجازت کے لیے ہے
یہ ان کے لیے رحمتِ کونین کا منصب
ہم جیسے نکموں کی شفاعت کے لیے ہے
بیٹھے ہیں جنید آج تھکن اپنی سنبھالے
یہ گھر سے مدینے کی مسافت کے لیے ہے
جنید اشفاق اٹکی