Перейти к содержимому

Qalander Raqs Karta Hai by Muhammad Ali Sajjan

Islamic Center 786

0:00 / 0:00

Qalander Raqs Karta Hai by Muhammad Ali Sajjan

1 054 просмотра · 5 лет назад
Islamic Center 786
2,81 тыс. подписчиков
1 054 просмотра · 5 лет назад
Laiq e hamd o sana tu hi Laiq e maqsood tu hi Mere rab tu rabbul Mashhrikain da rab maghribain da ra rozi de rya yazeediyan nu ho k karbala walay hussain da rab Laiq e hamd o sana tu hi Laiq e maqsood tu hi Mere maula teri dargah ch sada krni ay Ik gunah gar ne bakshish di dua krni ay meri rooh meriyyan sawan nu taharat de dy Kyn k tere mehboob Muhammad SAW di sana krni ay Lafz jab tak wuzu nahi krty Hum apki guftgu ni karty ye teri izzat o takreem madine walay karam ki bheek mil tu hayat banti hai Hazoor ap nawazain tu bat banti hai milay jo izn sana tu lafz banty hai Jo hu hazoor SAW ki tu naat banti hai Phir b ya rasool Allah mere dimagh ne jitny b lafz sochy hain tere muqam tere martabay se chotay hain meri ye aqal ahata na kr saki tera na janay kaisay tujhy log soch lety hain Ma bs apne tasawar se yehi aik kam leta hon khayal e mustafa aye tu daman tham leta hon Meri nas nas ma bij jaye Qalander raqs karta hai kab qalander raqs karta hai jab madine ma raat hoti ha wajad ma kainat hhoti ha bhol jaty hain gham zamanay k samne jab wo zaat hoti hai Qalandar raqs karta hai Jab chaman jo bahar mil jaye Shakh par guncha guncha khil jaye dil k arman sajjan machalty hain jab madine se taar mil jayye umar jalway ma basar hu ye zarori tu ni Har shabe gham ki sehar hu ye zarori tu ni sab ki saqi pe nazar hu ye zarori ha magar sab pe saqi ki nazar hu ye zarori tu ni Utay khar nachaya nachay phhaban phar nnachaya nachay koi qadam ty thar ni hoya Azam sanu uzar na koi jiwwe yar nachaya nachy Qalander raqs krta hai Nigahe lutf ka jab jaam machalata samne hu muqadar jab gham k maro ka badalta samne hu bhegi hoi ankho k batha samne hu Ali mushkil kusha ka jalwa samne hu Phir qalander raqs krta hai Zamane se hat kar ik ajab ibadat hoti hai Murshid ko bitha k peesh e nazar chehry ki tilawat hoti hai Metha hai ajab saleh ala naame e Muhammad SAW Ye naam koi kam bigarne ni deta bigray b ty deta hai bana name e Muhammad SAW Follow us on Facebook   / naatpoints   Follow us on Gmail https://plus.google.com/b/11339973142...