हाफिज़-ए-कुरआन बनने पर जश्न मनाओ ❤️ | दिल छू लेने वाला बयान | By Mufti Aslam Ashrafi Kosamba Gujrat
Dawat Media
0:00 / 0:00
हाफिज़-ए-कुरआन बनने पर जश्न मनाओ ❤️ | दिल छू लेने वाला बयान | By Mufti Aslam Ashrafi Kosamba Gujrat
871 просмотр · 2 дн. назад
Dawat Media
109 тыс. подписчиков
871 просмотр · 2 дн. назад
🌙 *Ijlas-e-Aam | Takmeel-e-Hifz-e-Quran-e-Kareem wa Islaah-e-Muashra*
Alhamdulillah! Madarsa Ziaul Uloom Paturda ke 3 khush naseeb talaba ne Takmeel-e-Hifz-e-Quran-e-Kareem ki sa'adat hasil ki. Is mubarak mauqe par ek azeem Ijlas-e-Aam ka ineqad kiya gaya.
📅 *Tareekh:* 22 October 2026, Baroz Jumerat, Baad Namaz-e-Maghrib
📍 *Maqam:* Madarsa Ziaul Uloom Paturda
🎙️ *Khususi Khitab:*
Ustaz-ul-Ulama, Muqarrir-e-Sha'la Bayan
Hazrat Maulana Mufti Aslam Sahib Ashrafi
(Shaikh-ul-Hadees, Jamia Abu Huraira, Kosamba, Gujarat)
🌹 *Zer-e-Sadarat:*
Hazrat Maulana Shaikh Afsar Sahib Husaini
(Secretary, Madarsa Ziaul Uloom Paturda)
🌹 *Zer-e-Sarparasti:*
Hazrat Maulana Syed Afsar Sahib Ashrafi
(Mohtamim, Madarsa Ziaul Uloom Paturda)
📢 *Ad-Da'i:*
Mufti Syed Abdur Rahman Sahib Ashrafi
(Nazim, Madarsa Ziaul Uloom Paturda)
📖 Quran-e-Kareem Allah Ta'ala ki azeem nemat hai. Hafiz-e-Quran banna bahut badi sa'adat hai. Allah Ta'ala teeno huffaz ko Quran-e-Kareem par amal karne wala banaye aur Madarsa Ziaul Uloom Patorda ki deeni khidmaat ko qubool farmaye. Aameen 🤲
📺 Mukammal bayan dekhne ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhein.
❤️ Video pasand aaye to Like karein, Share karein aur *Dawat Media* channel ko Subscribe karna na bhoolein.
━━━━━━━━━━━━━━
#TakmeelEHifzEQuran #MuftiAslamAshrafi #MadarsaZiaulUloom #Patorda #IslamicBayan #UrduBayan #HafizEQuran #QuranEKareem #DawatMedia