RAS Pre 2026: चौहानों का संपूर्ण इतिहास (Chauhan Vansh) | Rapid Revision One Shot | Rajasthan GK
Bhati PYQ
0:00 / 0:00
RAS Pre 2026: चौहानों का संपूर्ण इतिहास (Chauhan Vansh) | Rapid Revision One Shot | Rajasthan GK
10 470 просмотров · 5 дней назад
Bhati PYQ
296 подписчиков
10 470 просмотров · 5 дней назад
RAS Pre 2026: चौहानों का संपूर्ण इतिहास (One Shot Rapid Revision)
Namaskar sathiyo!
Is video me hum RAS Pre 2026 aur Rajasthan ke aane wale sabhi competitive exams ke liye Rajasthan History ke sabse mahatvapurna topic "Chauhan Vansh ka Sampurn Itihas" ko ek hi class me cover kar rahe hain.
Yeh Rapid Revision One Shot class aapke revision ko fast aur strong banayegi jisme sabhi important facts, previous year questions (PYQs) aur exam-oriented points cover kiye gaye hain.
📌 Class Highlights:
Shakhambhari, Ajmer, Ranthambore aur Jalore ke Chauhan
Prithviraj Chauhan III aur unke pramukh yuddh
Exam me baar-baar pooche jaane wale important facts & PYQs
RAS Pre 2026 ke fresh pattern par aadharit
Video ko Like karein, apne doston ke sath Share karein aur Channel ko Subscribe karna na bhoolein!
#RASPre2026 #RajasthanGK #ChauhanVansh #RajasthanHistory #OneShotRevision #RASPreparation #RPSCExams