Sultanpur Ka / Sabse Bada Mela - Nakhrai Dargah Sharif | पहले दिन इतनी भीड़ कभी नहीं देखी
Rathaur_Vlogs01
0:00 / 0:00
Sultanpur Ka / Sabse Bada Mela - Nakhrai Dargah Sharif | पहले दिन इतनी भीड़ कभी नहीं देखी
252 просмотра · 5 дн. назад
Rathaur_Vlogs01
110 подписчиков
252 просмотра · 5 дн. назад
Nakhrai Dargah Sharif Sultanpur Ka Pehle Din Ka Mela 2026 | Sultanpur Ka Sabse Bada Mela
Assalamualaikum Dosto! Aaj ke is video me mai aapko dikhaunga Nakhrai Dargah Sharif Sultanpur ke mele ka pehle din ka nazara. Sultanpur ka ye mashhoor mela har saal lagta hai aur pehle hi din yaha laakho ki bheed umad padti hai.
Is video me aap dekhenge:
✅ Dargah Sharif ka khoobsurat manzar
✅ Mele me lagi dukane aur jhule
✅ Zaireen ki bheed aur ziyarat
✅ Pehle din ka pura coverage
Location: Nakhrai Dargah Sharif, Sultanpur, Uttar Pradesh
Mela Date: 2026
Agar aap Sultanpur se ho ya Nakhrai Dargah se mohabbat rakhte ho to video ko LIKE, SHARE aur COMMENT zarur kare.
🙏 Dua me yaad rakhna
#nakhraidargah #sultanpurmela #nakharaidargahsharif #sultanpur #nakhraimela #dargahmela #sultanpurka mela #upmela