Перейти к содержимому

A Day With My Daughter ❤️ | Pakistani Mom Life | Urdu Vlog

Ramza Dairies

0:00 / 0:00

A Day With My Daughter ❤️ | Pakistani Mom Life | Urdu Vlog

20 просмотров · 10 дн. назад
Ramza Dairies
1 подписчик
20 просмотров · 10 дн. назад
Assalam o Alaikum everyone! ❤️ Aaj ki video mein aap mere din ki kuch pyari si jhalakiyan dekhenge. Morning routine, meri beti ke saath masti, uski cute shararatein aur maa hone ke kuch khoobsurat lamhe. 🥰 Is video mein maine apni beti ki taleem aur uski achhi tarbiyat ke baare mein bhi apne khayalat share kiye hain. Allah Ta'ala sab bachon ko apni hifazat mein rakhe aur unhein nek aur kamyab banaye. Ameen. 🤲 Aur video ke end mein dekhiye juice ko lekar meri beti ki pyari si narazgi! ❤️😄 Agar aapko meri daily routine aur lifestyle videos pasand aati hain, to video ko LIKE karein, apni rai COMMENT mein batayein aur Ramza Dairies ko SUBSCRIBE karna na bhoolein. Thank you for watching! ❤️ #DailyVlog #MorningRoutine #MotherDaughter #MomLife #PakistaniVlogger #FamilyVlog #Parenting #UrduVlog #RamzaDairies