4K VIDEO | Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya | Deewane | Indian Movie |Sunny Deol & Shilpa Shetty
90s Filmy Gaane
0:00 / 0:00
4K VIDEO | Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya | Deewane | Indian Movie |Sunny Deol & Shilpa Shetty
3 902 270 просмотров · 2 года назад
90s Filmy Gaane
2,34 млн подписчиков
3 902 270 просмотров · 2 года назад
Movie - Indian (2001)
Song : Deewana Main Na Tha Deewana Ban Gaya/Diwana Main Na Tha
Singers - Shaan & Alka Yagnik
Music - Anand Raj Anand
Lyrics - Anand Bakshi
Lyrics of Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya - दीवाना मैं न था दीवाना बन गया
deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana tu na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai
maine mana meri jan maine mana
dil jo bola vahi kar diya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai na tha deewana ban gaya
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
aisa hasin ho najara toh kaise na arman jawan ho
tere bin ek pal nahi jina maine yeh faisla kar liya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai ho gaya
If you like this Video & For More Such Video,
Like Share & Subscribe to Our Channel
Subscription Link : http://bit.ly/3CETwj7
#90sMusic #90sBollywood #90s #4k #90Music #2023 #sunnydeol #shilpashetty