Перейти к содержимому

Dhan me penical maite ki pahchan our roktham kaise kare?

kheti badi

0:00 / 0:00

Dhan me penical maite ki pahchan our roktham kaise kare?

264 просмотра · 3 нед. назад
kheti badi
16 подписчиков
264 просмотра · 3 нед. назад
Dhan Me Mite Ka Control Kaise Kare | Dhan Ki Bali Kaali Kyu Ho Rahi Hai | Laal Makdi Ki Dawa Aapke dhan ki bali kaali pad rahi hai? Daana bhoosa ban raha hai? Patti par bhura jala hai? To is video me samjho ki ye Mite (Laal Makdi) ka attack hai. Is video me maine bataya hai: ✅ Mite ko kaise pehchane? Safed kagaj test, Mobile test ✅ Dhan ki bali kaali kyu hoti hai? (Panicle Mite) ✅ Mite ke liye sabse best dawa kaunsi hai? ✅ Oberon, Omite, Hexythiazox, Tafethion, Abamectin ka dose Mite Ke Liye Dawayi Aur Dose: 1. Spiromesifen 22.9% SC (Oberon - Bayer) - 100 ml / Acre - 20 din tak asar 2. Propargite 57% EC (Omite - Dhanuka) - 400 ml / Acre - Turant result (Sham ko spray kare) 3. Hexythiazox 5.45% EC + Abamectin 1.9% EC - 200ml+200ml / Acre - Ande + Bada Mite dono khatam 4. Ethion 50% EC (Tafethion - Tata) - 400 ml / Acre - Sasta aur tikau, Keeda+Mite 5. Abamectin 1.9% EC (Abacin) - 250 ml / Acre Savdhani: Propargite aur Ethion ko hamesha sham ko 4 baje ke baad spray kare, dhoop me nahi. #dhan #paddy #mite #panicle_mite #laal_makdi #dhan_ki_kheti #dhan_me_mite #oberon #omite #kisan #agriculture #ambikapur #chhattisgarh Aapka Khet Kaha Hai? Comment Me Jarur Bataye! Video Acchi Lage To Like, Share, Subscribe Jarur Kare! ⚠️ Disclaimer: Ye video kisan bhaiyo ki jankari ke liye hai. Dawa ka upyog karne se pehle apne nikat ke Krishi Kendra se salah le.