TPM Hindi Song No.333 Lyrics खाली आया खाली है जाना | "अब ही चुन लो" | Khali Aaya Khali Hai Jana
Solomon John
0:00 / 0:00
TPM Hindi Song No.333 Lyrics खाली आया खाली है जाना | "अब ही चुन लो" | Khali Aaya Khali Hai Jana
24 590 просмотров · 5 л. назад
Solomon John
11,1 тыс. подписчиков
24 590 просмотров · 5 л. назад
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai
zindagi ka yeh safar, pahuchayega tujhe kabar
jaoge kaha ? tum abh soch lo
swarg ya narak, abhi hi chun lo
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai
muktidata yeshu hai, le lo sabko deta hai
pane shanti, anand aur gyan
arpan karo apna hi pran
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai
karke vishwas yeshu par, jo hai mara krus par
pap ko maan kar, karo tum ikrar
le lo baptisma, chod kar sansar
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai
abh tum fir lo jyoti ki orr shaitam se parmeshwar ki orr
santo ke sath jarur mil jaaoo
pavitr ho ke tum miraas bhi paaoo
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai
ayega yeshu badal par le jaane ko aasman par
pavitr log sab udke milenge
yeshu ki mannind badal bhi jayenge
Khali aaya khali hai jana
Phoolon ke saman hai, murjana
ek baar marna…. Phir hai jee utna
nyaya ke liye khada bhi hona
jaruri hai, jaruri hai, jaruri hai