Surah Ambiya Ayat 1-10 | Ghaflat Se Jaago! Qiyamat Bohat Qareeb Hai | Tafseer-e-Quran
Mehboob Sain
0:00 / 0:00
Surah Ambiya Ayat 1-10 | Ghaflat Se Jaago! Qiyamat Bohat Qareeb Hai | Tafseer-e-Quran
141 просмотр · 1 месяц назад
Mehboob Sain
88 подписчиков
141 просмотр · 1 месяц назад
Surah Ambiya Ayat 1-10 Tafseer | Qiyamat Ki Tayyari Aur Quran Ki Naseehat
Is video mein Surah Ambiya ki ayat number 1 se 10 ka tafseer bayan kiya gaya hai. Allah Ta'ala insaan ko mutanabbih karte hain ke hisaab ka waqt qareeb aa chuka hai, lekin aksar log duniya ki ghaflat mein mubtala hain. In ayat mein kafiron ke aitraaz, Nabi Muhammad ﷺ ki risalat ki sachchai aur Quran-e-Kareem ki hidayat ko wazeh kiya gaya hai.
Agar aap Quran ko tafseer ke saath samajhna chahte hain aur har ayat ka paigham apni zindagi mein lana chahte hain to yeh video aap ke liye intehai mufeed hai.
Is video mein shamil topics:
Surah Ambiya Tafseer
Surah Ambiya Ayat 1-10
Qiyamat ki nishaniyan
Ghaflat ka anjaam
Nabi Muhammad ﷺ ki dawat
Quran ki hidayat
Tafseer-e-Quran Urdu
Allah Ta'ala humein Quran ko samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaaye. Ameen.