Karwa Chauth Vrat Katha | सम्पूर्ण करवा चौथ व्रत कथा | 4 पौराणिक कथाएं एक साथ | Puja Vidhi
Braj Ki Maati
0:00 / 0:00
Karwa Chauth Vrat Katha | सम्पूर्ण करवा चौथ व्रत कथा | 4 पौराणिक कथाएं एक साथ | Puja Vidhi
12 120 просмотров · 1 день назад
Braj Ki Maati
52,8 тыс. подписчиков
12 120 просмотров · 1 день назад
सम्पूर्ण करवा चौथ व्रत कथा (4 पौराणिक कथाएं एक साथ) | Vrat Se Pehle Zaroor Sunen
Karwa Chauth par suhagin mahilayein apne pati ki lambi aayu aur sukh-samriddhi ke liye nirjala vrat rakhti hain. Is video mein hum lekar aaye hain Karwa Chauth ki sampoorn 4 pauranik vrat katha, jise sunne bina yeh vrat adhura mana jata hai.
Is video mein shamil hain:
1. Veeravati ki katha (Rani Veeravati aur unke 7 bhaiyon ki kahani)
2. Sahukar ke saat bete aur beti ki katha
3. Karwa naamak pati-vrata stri ki katha
4. Shiv-Parvati aur Draupadi-Arjun sandarbh katha
5. Karwa Chauth pooja vidhi aur mahatva
Vrat pooja karte samay parivar ke sath is katha ko poora zaroor sunein aur Mata Parvati tatha Bhagwan Shiv ka aashirwad paayein.
Video ko Like karein, Share karein aur aane wale sabhi vrat-tyohar ki kathaon ke liye Channel ko Subscribe zaroor karein!
#KarwaChauth #KarwaChauthVratKatha #SampoornaKarwaChauthKatha #KarwaChauthPujaVidhi #VratKatha #KarvaChauth2026 #HinduFestival #PatiKiLambiAayu