Hum Aasman Ke Hai by Nabeela Austin
Heavenly Worship
0:00 / 0:00
Hum Aasman Ke Hai by Nabeela Austin
2 315 просмотров · 1 год назад
Heavenly Worship
342 подписчика
2 315 просмотров · 1 год назад
Song : Hum Aasman Ke Hain
Vocals : Nabeela Austin
Lyrics And Composition : Nabeela Austin
Music production and mixing : Jabran Rafique / Tritones Production
Guitar : Sam Samar
Flute : Salman Adil
Shoot and Edit : Eliyab Sarfraz
Makeup Artist : Sarika Shahid
Special Thanks
First Presbyterian Church RWP
Lyrics :
Is duniya ke nahi hain hum Aasman ke hain
Jo Arshe barin Par ha hum os jahan ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
Pak Rooh ka diya masah bhar bhar ke manga jab Khuda (2)
Meri zuban sai Hamd ka chashma ka jari hogaya
Pora kardiya har wada jo kiya
Barmala isi liya Aelan ye kiya
Is duniya Ke nahi hain hum Aasman ke Hain
Jo Arshe Barin Par ha hum os jahan ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
Rehti salib oske ha nazron ke samnay sada (2)
oska sachay pyar pa meri ye jan ha fida
sunlay aye Khuda meri ye dua
Rooh ke zor sa hi nara ye laga
Is duniya ke nahi hain hum Aasman ke hain
Jo Arshe Barin Par ha hum os jahan ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
Aasman ke hain hum Asman ke hain
#geet #worship #HumAasmanKeHai #newmasihigeet2025 #christiansong #masihigeet #worshipsongs