Перейти к содержимому

Hajj 2027: Safar-e-Hajj Ki Mukammal Taiyari | Arif Ghasura

Arif Ghasura

0:00 / 0:00

Hajj 2027: Safar-e-Hajj Ki Mukammal Taiyari | Arif Ghasura

4 283 просмотра · 1 мес. назад
Arif Ghasura
8,79 тыс. подписчиков
4 283 просмотра · 1 мес. назад
Hajj 2027 ki tayari kab aur kaise shuru karni chahiye? Hajj ke safar par jaane se pehle sirf passport, visa aur luggage ki tayari kaafi nahi hoti. Sabse zaroori hai apne dil, paison aur zehan ko Hajj ke liye tayyar karna.Is video mein hum Hajj 2027 ki 3 sabse important tayyariyon ke baare mein baat karenge: 💰 1. Maali Tayyari• Hajj ke kharch ke liye halal kamai• Qarz aur financial responsibilities ka jaiza• Ghar walon ki zarooriyat ka intezam• Safar ke liye emergency financial planning 🧠 2. Sehat, Zehni aur Jazbaati Tayyari• Sehat ko thik karna , Chalne ki aadat banaye• Sabr aur bardasht, Gusse par control• Bheed aur waiting ke liye mental preparation• Mushkil situations ko sabr ke saath accept karna 🕌 3. Roohani Tayyari• Hajj ke liye sachchi niyyat• Gunahon se Tauba aur Istighfar• Huqooq-ul-Ibaad aur Sulah-Safai• Hajj ke Arkaan aur Manasik seekhnaHajj ka safar airport se nahi, dil se shuru hota hai.Agar aap Hajj 2027 ki planning kar rahe hain, to ye video aapke liye ek important preparation guide hai.Hajj ke Manasik, Ihram, Tawaf, Sa'i, Arafat, Mina, Muzdalifah aur Rami ko step-by-step samajhne ke liye Arif Ghasura channel ko Subscribe karein.Allah Ta'ala hum sabko Hajj-e-Mabroor naseeb farmaye aur hamara Hajj maqbool farmaye. Aameen.Video pasand aaye to Like karein, Share karein aur Comment mein likhein:"Ya Allah! Mujhe Hajj-e-Mabroor Naseeb Farma. "#Hajj2027 #HajjPreparation #HajjTrainingHajj 2027, #Hajj2027, #HajjPreparation, #HajjTraining, #HajjGuide, #HajjKiTayyari, #Hajj2027Preparation, #HajjInUrdu, #HajjTips, #HajjTraining2027, #HajjJourney, #HajjPreparationChecklist, #HajjKeManasik, #HajjKeArkaan, #ArifGhasura 0:00 Hajj Ke Silection ke baad pahli Zimmedari 0:28 Hajj ke liye Maali Taiyari aur Rizq E Halal 3:28 Hajj Ke Safar Ke Liye Jismani aur Zahni Taiyari 6:59 Hajj Ki Ruhani Taiyari aur Niyyat Ki Durustgi 8:27 Hajj ke Arkan Sikhna aur Jahalat se bachna