Beautiful mehendi designs front hand Bhai aur Abbu ka mehndi challenge!🤣😀
Arshiya ki duniya
0:00 / 0:00
Beautiful mehendi designs front hand Bhai aur Abbu ka mehndi challenge!🤣😀
111 просмотров · 5 дн. назад
Arshiya ki duniya
662 подписчика
111 просмотров · 5 дн. назад
Aaj ke vlog mein bahut maza aaya jab Asad aur Aqdas ne Ammi ke haath mein mehndi lagayi aur dekha kiski mehndi sabse acchi bani! Jab Abbu ne mere haath mein mehndi lagayi toh phool ki jagah jungle ka ped ban gaya. Is funny challenge aur dher saare entertainment ko dekhne ke liye video ko end tak zaroor dekhein!