O Dur Ke Musafir Hum Ko Bhi Saath Lele *UDAN KHATOLA*Tariq Saiyed
Hiren Patel
0:00 / 0:00
O Dur Ke Musafir Hum Ko Bhi Saath Lele *UDAN KHATOLA*Tariq Saiyed
31 941 просмотр · 4 г. назад
Hiren Patel
238 тыс. подписчиков
31 941 просмотр · 4 г. назад
Singer : Mohammad Rafi. Here sung by Tariq Sayed,
UDAN KHATOLA (1955) Cast : Dilip Kumar, Nimmi, Jeevan, Surya Kumari, Nawab, Agha, Roop Mala, Amar, Tun Tun, Director : S.U.Sunny.
Music Director : Naushad Ali.
Lyricist : Shakeel Badayuni.
Lyrics :-
chale aj tum jahaan se
huyi zindagi paraayi
tumhe mil gaya thikaana
hamen maut bhi naa aayi
O door ke musaafir
hamko bhi saath lele re
hamko bhi sath le le
ham rah gaye akele
O door ke musaafir
hamko bhi saath lele re
hamko bhi sath le le
toone wo de diya gham
be maut mar gaye ham
dil uth gaya jahaan se
le chal hamen yahaan se
le chal hamen yahaan se
kis kaam ki ye duniya
jo zindagi se khele re
hamko bhi saath lele
ham rah gaye akele
o door ke musafir
hamko bhi saath lele re
ham ko bhi saath lele
ham rah gaye akele
sooni hai dil ki raahen
khaamosh hain nigaahein
naakaam hasraton ka uthne ko hai janaaza
uthne ko hai janaaza
chaaron taraf lage hain
barbaadiyon ke mele re
hamko bhi saath lele
ham rah gaye akele
o door ke musafir
hamko bhi saath lele re
ham ko bhi saath lele
ham rah gaye akele
o door ke musafir
ham ko bhi saath lele
ham rah gaye akele..