Перейти к содержимому

🇸🇦🛍️ Saudi Arabia Mein Hamari Simple Daily Routine! | Ghar, Food & Grocery Shopping

Hamari Zindagi Saudi Mein 🇸🇦

0:00 / 0:00

🇸🇦🛍️ Saudi Arabia Mein Hamari Simple Daily Routine! | Ghar, Food & Grocery Shopping

148 просмотров · 4 дн. назад
Hamari Zindagi Saudi Mein 🇸🇦
480 подписчиков
148 просмотров · 4 дн. назад
Assalaam o Alaikum Guys, kesa hain aap sab? 🤍✨ Aaj ke vlog mein hai hamara ek simple sa daily routine! 🏡🤍 Sab se pehle main apni dressing table ki safai karne lagi. Normally main haftay mein ek baar dressing table clean kar leti hoon, lekin busy hone ki wajah se is baar bilkul time nahi mila. 😭😂 Toh aaj finally uski achhi tarah safai kar hi li! Uske baad Mama ne banayi delicious macaroni 🍝🤌🏻 Phir humein apna laptop check karwane jaana tha, aur uske baad hum grocery shopping ke liye nikal gaye. 🛒🥦 Bas aise hi chhote chhote moments, ghar ke kaam, Mama ke haath ka khana aur daily life ki little updates aap sab ke saath share kar rahi hoon. 🤍✨ Agar aapko Pakistani family vlogs, daily routines, cooking, grocery shopping aur Saudi Arabia ki everyday life dekhna pasand hai, toh video ko like karein, channel ko subscribe karein aur comments mein apni raaye zaroor batayein! 🥹💗 Milte hain next vlog mein! Allah Hafiz 🇸🇦💚✨ “Yeh safar un sab ke liye hai jo ghar se door apna ghar banate hain.” 🤍🌙 #DailyVlog #FamilyVlog #SaudiArabiaVlog #HailVlog #DressingTableCleaning #MamaKeHaathKaKhana #Macaroni #GroceryShopping #PakistaniFamilyVlog #saudilife