Перейти к содержимому

Kitna Pyara Wada Hai | 8K Video Song | Mohammad Rafi | Lata Mangeshkar | Jeetendra | Asha Parekh

8K Superhit Gaane

0:00 / 0:00

Kitna Pyara Wada Hai | 8K Video Song | Mohammad Rafi | Lata Mangeshkar | Jeetendra | Asha Parekh

167 552 просмотра · 6 мес. назад
8K Superhit Gaane
93,5 тыс. подписчиков
167 552 просмотра · 6 мес. назад
Movie: Caravan (1971) Song: Kitna Pyara Wada Hai Singers: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi Music By: R. D. Burman Lyrics: Majrooh Sultanpuri Starring: Jeetendra, Asha Parekh Lyrics: o soniye maar sutiya kitna pyara vada kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal o sathiya o beliya kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal ho ujala ya andhera kahi na chhute haath tera koi mera na tere bin piya nibhana saath mera are kora-kora gora-gora ye ang tora haay pagal mohe bana diya kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal barso maine man jalaya mili palko ki tab ye chhaya kaante mere tan me tute gale se tune jab lagaya o saiya pyare chalta jaa re baiya daare haay garva tohe laga liya kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal roz utha ke ye nayanva chhua karungi tora manva jaise pahli baar chaha sada chahungi mai sajanva haay tere naina mere naina phir kya kahna haay kya-kya na maine paa liya kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal o sathiya o beliya kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal o sathiya o beliya, o sathiya o beliya #8ksong #oldhindisongs #puranehindigane #latamangeshkar #mohammedrafi #ashaparekh #jeetendra