👑 Hazrat Suleiman Alaihissalam Ki Hukumat | हवा, परिंदे और जिन्नात पर हुकूमत
DIN KI RAAH
0:00 / 0:00
👑 Hazrat Suleiman Alaihissalam Ki Hukumat | हवा, परिंदे और जिन्नात पर हुकूमत
596 просмотров · 2 месяца назад
DIN KI RAAH
36 подписчиков
596 просмотров · 2 месяца назад
👑 Hazrat Suleiman Alaihissalam Ki Hukumat | हवा, परिंदे और जिन्नात पर हुकूमत
Assalamu Alaikum Dosto,
Aaj ki is video mein hum Hazrat Suleiman Alaihissalam ki azeem aur be-misaal hukumat ka waqya bayan karenge. Allah Ta'ala ne Hazrat Suleiman Alaihissalam ko aisi badshahat ata farmayi thi jaisi na unse pehle kisi ko mili aur na unke baad kisi ko di gayi.
Aap jaanenge ki kis tarah hawa unke hukm se chalti thi, parinde unke paigham pahunchate the aur jinnat Allah ke hukm se unki khidmat anjaam dete the. Is video mein Hudhud parinde ka waqya, Malika Bilqis ka qissa, Hazrat Suleiman Alaihissalam ka adl-o-insaf aur unki azeem saltanat ke aham waqiat bayan kiye gaye hain.
Video ko aakhir tak zaroor dekhein. Agar video pasand aaye to Like, Share aur "Deen Ki Raah" ko Subscribe karna na bhoolein.
#HazratSuleiman #IslamicHistory #IslamicStories #ProphetStories #DeenKiRaah