Allah Walon Ki Maut Kaise Hoti Hai? Khoobsurat Tazkira By Hakeem Maulana Zubair Abbasi
Hakeem Zubair Abbasi
0:00 / 0:00
Allah Walon Ki Maut Kaise Hoti Hai? Khoobsurat Tazkira By Hakeem Maulana Zubair Abbasi
136 просмотров · 1 дн. назад
Hakeem Zubair Abbasi
9,63 тыс. подписчиков
136 просмотров · 1 дн. назад
Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh,
Is video mein Hakeem Maulana Zubair Abbasi sahb bohat hi dard-dil aur eemaan afroz andaz mein Allah walon (Buzurgan-e-Deen) ki maut ka khoobsurat tazkira kar rahe hain.
Allah ke pyare banday jab is dunya se rukhsat hote hain, to un ki maut ke waqt kya hairat-angez aur khoobsurat waqiat paish aate hain? Kaise un ki rooh qabz hoti hai aur unhain kya basharatain milti hain? Is bayan mein Mufti Zarwali Khan Sahab, Maulana Adil Khan Sahab aur Maulana Masood Ur Rehman Usmani Sahab jaisi azeem shakhsiyat ki zindagiyon aur un ke aakhri waqt ke baare mein intehai sabaq-aamoz baatein share ki gayi hain.
Umeed hai yeh bayan aap ke dilon mein aakhirat ki fikar aur Allah ki mohabbat paida karega. Is video ko khud bhi dekhain aur apne dosto aur pyaron ke sath sadqa-e-jariya samajh kar lazmi share karain.
#AllahWalonKiMaut #MaulanaZubairAbbasi #BuzurganeDeen #MautKaTazkira #IslamicBayan #EmaanAfroz #AakhiratKiFikart