Перейти к содержимому

Chak Jumra Faisalabad Ki Khoobsurat Mehfil ❤️ | Yaadgar Hazri | Iktikhar Rizvi Vlogs

iftikhar rizvi Vlogs

0:00 / 0:00

Chak Jumra Faisalabad Ki Khoobsurat Mehfil ❤️ | Yaadgar Hazri | Iktikhar Rizvi Vlogs

1 002 просмотра · 10 дн. назад
iftikhar rizvi Vlogs
3,15 тыс. подписчиков
1 002 просмотра · 10 дн. назад
Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh ❤️ Alhamdulillah! Chak Jumra, Faisalabad ki nihayat khoobsurat aur rooh parwar Mehfil-e-Naat mein hazri ka mauqa mila. ❤️🌹 Is yaadgar mehfil mein ishq-e-Rasool ﷺ ka khoobsurat izhar, dil ko sukoon dene wali naat khwani, roohani mahaul aur awam ka zabardast josh-o-kharosh dekhne ko mila. Is vlog mein aap Chak Jumra ki khoobsurat mehfil ke yaadgar manazir aur logon ki mohabbat dekhenge. Video ko end tak zaroor dekhein aur apni qeemti raye comments mein dein. ❤️ Like | Share | Comment | Subscribe *YouTube Channel:* Iktikhar Rizvi Vlogs Allah Pak hum sab ko Mehfil-e-Milad aur zikr-e-Mustafa ﷺ ki barkaton se malamaal farmaye. Ameen! 🤲 #ChakJumra #Faisalabad #MehfilENaat #IktikharRizviVlogs #IslamicVlog #MehfilEMilad #NaatSharif #islamicgathering