Перейти к содержимому

4 Imam Alag Maslak, Magar Sab Haq Par!|Rashid subhani

Deen-e-haq 99

0:00 / 0:00

4 Imam Alag Maslak, Magar Sab Haq Par!|Rashid subhani

127 просмотров · 13 дн. назад
Deen-e-haq 99
279 подписчиков
127 просмотров · 13 дн. назад
Kya chaaron Imam ka maslak alag hone ki wajah se un mein se koi ek galat hai? 🤔 Is video mein Ghair Muqallideen ke is aitraaz ka daleel ke saath radd kiya gaya hai. Imam Abu Hanifaؒ, Imam Malikؒ, Imam Shafi'iؒ aur Imam Ahmad bin Hanbalؒ ke darmiyan baaz fiqhi masail mein ikhtilaf kyun hua? Agar kisi masle mein ek Imam ka ijtihad doosre Imam se mukhtalif ho, to kya ise ijtihadi khata kaha ja sakta hai? Chaaron Aimma-e-Kiramؒ ke fiqhi ikhtilaf ki haqeeqat aur is par kiye jaane wale aitraaz ka jawab is video mein suniye. 📚 Deeni maloomat ke liye video ko aakhir tak dekhein. ❤️ Like karein, Share karein aur mazeed Islami bayanat ke liye channel ko Subscribe karein. Rashid subhani #CharImam #GhairMuqallideen #Taqleed #IjtihadiIkhtilaf #ImamAbuHanifa