Aa Jaaneman Aaj Tujhe | Kishore Kumar | R D Burman | Rajesh Khanna,Jaya Prada
Evergreen Hindi Songs
0:00 / 0:00
Aa Jaaneman Aaj Tujhe | Kishore Kumar | R D Burman | Rajesh Khanna,Jaya Prada
123 817 просмотров · 6 дн. назад
Evergreen Hindi Songs
2,87 тыс. подписчиков
123 817 просмотров · 6 дн. назад
Aa Jaaneman Aaj Tujhe | Kishore Kumar | R D Burman | Rajesh Khanna,Jaya Prada
Song : Aa Jaaneman Aaj Tujhe
Singer: Kishore Kumar
Music: R D Burman
Cast : Rajesh Khanna,Jaya Prada
Movie : Awaaz
#rajeshkhanna #kishorekumar #rdburman #jayaprada
Lyrics:
are aa janeman aaj tujhe ek tohfa deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu
aa janeman aaj tujhe ek tohfa deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu
is bose ko log hawai bosa kahte hai
is bose ko log hawai bosa kahte hai
aashik isko khubsurat dhokha kahte hai
apne dil ko khubsurat dhokha deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu
ho aaj mohabbat dil ki dhadkan banke dhadkegi
ho aaj mohabbat dil ki dhadkan banke dhadkegi
ye chingari sulag ke shola banke bhadkegi
is chingari ko hawa ka jhoka deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu
are kitne din se soch raha tha mai is bare me
kitne din se soch raha tha mai is bare me
kuch na kahkar sab kah dala ek ishare ne
chahat ke izhar ka dil ko mauka deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu
aa janeman aaj tujhe ek tohfa deta hu
pahle pahle pyar ka pahla bosa deta hu