Syed Shajar Ali || New Beautiful Manqabat 2018 ~~~ हम मदारी है सब पर भारी है एक दम नये अंदाज में
MOBILE GURU
0:00 / 0:00
Syed Shajar Ali || New Beautiful Manqabat 2018 ~~~ हम मदारी है सब पर भारी है एक दम नये अंदाज में
94 541 просмотр · 8 лет назад
MOBILE GURU
27,9 тыс. подписчиков
94 541 просмотр · 8 лет назад
Sawal $$$$$
Sahabaye kiram r. A. ke liye ye aqeeda rakhna k unki khata khataye ijtehadi hai Aur us pe unhe sawab milta hai kesa hai Aur sahaba azab se mahfooz hain Ye aqeeda rakhna kesa hai? ..mo Mahzar bhl jagdushupur
Jawab...
Sahabaye karam rizvanullahe tala alaihim ajmain ke alag alag maratib hain
Kuch mohajereen aur ansaar hain
kuch ashraye mubashshera hain
Aksar aise hain jinhone sarkar ke har hukm ki papandi taumr ki Aur chand aise bhi hain jinse khatayen bhi sarzad huin
Jinhone sakhti K sath rasoolullah S. A. W ke har amal ki pabandi ki Aur koi badi khata Ta umr na ki un akaabereen sahaba ki kisi Choti khata ko khataye ijtehadi kahna Theek hai Aur Ye aqeeda rakhna k sahaba ki taoba Aur astaghfar se unki choti Aur Badi khata khuda maaf kar dega afzal hai
Magar jinse 'qatl 'Zina ' jaisi badi khatayen huin unnki sahabiyat Ko madde nazar rakhte hue ham unhe Khair se yaad Karen Ye bhi zAroori hai
Magar un par azab na hua ya na hoga Ye aqeeda durust nahi
Masoom anil khata sirf ambiya ki zaat hai Aur siddiqeen shohda Aur saleheen se khata ke sarzad hone ka imkaan hai
bukhari Shareef ki Hadees ke tashreehi tarjume ko dekhen 👇
Baargaahe rasool me ek sahabi (adaban unka nam nahi likha gaya) aate hain Aur arz karte hain K mujhe paak kar dijiye rasoole paak S. A. W. unhe 4 baar ye kahke laota dete hain K vo astaghfaar karen chaothi martaba vo kahte hain K mujhse zina sarzad hua sarkare do alam S. A. W. Kuch sawalat ke baad unhe rajm kar Dene ka hukm saadir farmaate hain
Fir unke baad ek Aur sahabiya
aai jisne khud ko paak karne ki guzarish ki Aur vaise hi usko rajm kiya gaya jese pahle Wale sahabi Ko.
Isi tarah ek sahabiye rasool S. A W. Pe azaabe qabr Ho raha tha to sarkaare risalat S. A. W. ne unke liye unki qabr ke pas jaake dua ki Aur farmaya
اِسْتَنْزِهُوا مِنْ اَلْبَوْلِ, فَإِنَّ عَامَّةَ عَذَابِ اَلْقَبْرِ مِنْهُ } رَوَاهُ : اَلدَّارَقُطْنِيّ ، وَلِلْحَاكِم : peshab ke qatro se bacho (yani kahde Hoke peshab karne se bacho) kyuk aam taor pe azaabe qabr usi se hota hai
Aur bhi hadeeson me beshumaar aise vaaqeyaat hain jinme sahaba par azaab hone ka bhi zikr hai
Bukhari shareef ki Ye rawayat bhi zere nazar rahni chahiye K Jab do sahaba apas me talwar se lad rahe the to teesra sahabi madad ke liye badha to hazrate abubabakar r. A. ne farmaya tha القاتل والمقتول كلاهما في النار. K qaatil Aur maqtool dono jahannami hain ,,
Ye alag bat hai K sahabiyat ke adab ki buniayad par hame apni zabane Band rakhni chahiye
Rahi bat khataye ijtehadi ki Aur us khata ke ajr ki to nasse qu'raano hadees se iski koi daleel nahi hai olma ne ehtiyatan Aur sahaba ke adab ki buniyad par is baat ko awaam me raayej kiya hai
Agar quraano hadees me khataye ijteahdi ka kahin zikr Ho to Mai apne olma se iski islaah ka khwahishmnad hu...
Faqat Mufti Syed shajar Ali Madari Makanpur Shareef ||
Syed Shajar Ali Makanpuri Shandar proggarame In Kanpur Full HD Jalsa Streaming By Shajar Ali Official
|| Machhariya Kanpur 2018 Full HD Jalsa ||
• Syed Shajar Ali Makanpuri Shandar proggara...
|| International Sufi Conference Makanpur Sareef 2018: ||
• Плейлист
|| Barwi Special 2017 ||: • Barwi Special 2017-18
|| 601 Wa Urs E Madarul Aalmin Makanpur Sareef [2018] || • Плейлист
|| Moharram Special 2017:||
• Syed Shajar Ali Makanpuri New Moharram Spe...
रोज़ाना नई नई नातें और मन्क़बत तक़रीर सुनने के लिए हमारे चैनल को सब्सक्राइब करें सब्सक्राइब बिकुल फ्री होता है कोई पैसा नहीं लगता ! सब्सक्राइब करने के बाद घंटी को ज़रूर दबाएं और वीडियो को लास्ट तक ज़रूर देखें
FOLLOW US
FACEBOOK
https://www.facebook.com/ abrarali.shahmadari.3
FB PAGE
/ abraralishahmadari786
INSTAGRAM
https://instagram.com/download/?r=456...
TWEETERS
https://twitter.com/AbrarMdari?s=08
New Update
दोस्तों वीडियो अच्छी लगे तो jiii
👉 Like
👉 Comment
👉 Share करें
और चेंनल को SUBSCRIBE करें!
घंटी 🔔को ओन करना बिलकुल न भूलें!