Перейти к содержимому

Today Sheikwahan Cow Mandi | Fresh Cattle Mandi Janwar Rates Qurbani 2027 | Chand TV Farming

Chand Tv Farming

0:00 / 0:00

Today Sheikwahan Cow Mandi | Fresh Cattle Mandi Janwar Rates Qurbani 2027 | Chand TV Farming

4 271 просмотр · 2 нед. назад
Chand Tv Farming
5,49 тыс. подписчиков
4 271 просмотр · 2 нед. назад
Welcome to Chand TV Farming! Main Muhammad Raza aur aap dekh rahe hain Chand TV Farming. Aaj ki is Fresh Video mein hum aap ko dikhayen ge 11 October 2026 ki Sheikwahan Cow Mandi ka fresh haal, jahan kharidar bohat zyada mojood thay, lekin kharidaron ki nisbat mandi mein maal kam tha. Is video mein aap ko Cholistani, Sahiwal, Ablak, Nukra, Gulabi aur Supreme Quality ke khoobsurat bachre aur bachriyan dekhne ko milen ge. Har qisam ke maal ki quality aur rates ka idea bhi diya jaye ga, taake Pakistan bhar ke doston aur janwar kharidne walon ko mandi ke taza rates ka andaza ho sake. 🐄 Is Video Mein Dekhein: Cholistani aur Sahiwal Bachre Ablak aur Nukra Supreme Quality Maal Gulabi Bachre aur Bachriyan Fancy aur High Quality Cattle Sheikwahan Cow Mandi ka Fresh Haal Zyada Kharidar aur Maal ki Kami Pakistan Bhar Ke Kharidaron Ke Liye Mandi Rates Ka Idea Agar aap Qurbani ke liye ya apne livestock business ke liye achay janwar khareedna chahte hain, to yeh video aap ke liye bohat mufeed hogi. Video ko Like karein, Chand TV Farming ko Subscribe karein aur apni rai Comment mein zaroor dein. Chand TV Farming — Pakistan Ki Cattle Mandiyon Ke Fresh Videos Aur Janwaron Ke Rates Ka Behtareen Andaz!