Aaj essa kya hua k puraani yaaden taza ho gayi😔 Friday ki busy routine 🕌 mera maqsad kya hai🤔vlogs
Daily_Life_of_Lima
0:00 / 0:00
Aaj essa kya hua k puraani yaaden taza ho gayi😔 Friday ki busy routine 🕌 mera maqsad kya hai🤔vlogs
56 просмотров · 13 дн. назад
Daily_Life_of_Lima
87 подписчиков
56 просмотров · 13 дн. назад
Assalamu Alaikum ❤️🌸
Aaj ke vlog mein hum kisi ko station drop karne gaye, lekin wahan jaakar apne purane din yaad aa gaye 🥹❤️ Hum bhi kabhi apne bachchon ke saath aise hi safar kiya karte the. Zindagi ki kuch jagah aur yaadein dil ke bahut kareeb hoti hain.
Ghar aakar banayi egg ki sabzi 🍳, aur kamar mein pain hone ke bawajood baith kar rotiyan banayi. Ghar ke daily kaam, packing aur meri routine life bhi aapke saath share ki hai.
Sardiyon ka pehla meetha bhi banaya 😍🍮 Aapko meri daily life aur simple ghar ke vlogs pasand aate hain toh video ko like karein, comment karein aur channel ko subscribe karna na bhoolein. Aapka support mere liye bahut special hai ❤️
#DailyLifeVlog #JammuKashmir #DailyRoutineVlog #StationVlog #FamilyMemories #EggCurry #WinterSpecial #HomemadeFood #IndianVlogger #MiniVlog #DesiLifestyle #GharKaKhana #WinterVlog #YouTubeVlog #EverydayBloom